Ek Zindagi - Sachin Jigar
Main toh baadalon se tur jaungi
Main toh apna hi sur paungi
Hai jo crazy-crazy sapne mere
Saare chun ke main bun aaungi
Haan maana is duniya ki hoon nahi main
Apni hi duniya banaungi
Ke ek zindagi meri zindagi meri
Sau khwahishaan
Sau khwahishaan
Haan ek zindagi meri Sau khwahishaan
Main puri main puri main puri karaan
Ek zindagi meri Sau khwahishaan
Main jeena main jeena main puri tarah
Main jeena main jeena main puri tarah
Sabki rok hai tok hai nok hai jhonk hai
Par dil mein phir bhi hope hai hai na
Life thodi hard hai andekhe card hai
Par hum bhi toh star hai hai na
Ke maana is duniya ki hoon nahi main
Apni hi duniya banaungi
Haan ek zindagi meri Sau khwahishaan
Ek-Ek main puri karaan
Ek zindagi meri Sau khwahishaan
Main jeena main jeena main puri tarah
Main jeena main jeena main puri tarah